JEREMIAH
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26
27
28
29
30
31
32
33
34
35
36
37
38
39
40
41
42
43
44
45
46
47
48
49
50
51
52
Chapter 45
Jere | UrduGeoR | 45:1 | Yahūdāh ke bādshāh Yahūyaqīm bin Yūsiyāh kī hukūmat ke chauthe sāl meṅ Yarmiyāh Nabī ko Bārūk bin Nairiyāh ke lie Rab kā paiġhām milā. Us waqt Yarmiyāh Bārūk se wuh tamām bāteṅ likhwā rahā thā jo us par nāzil huī thīṅ. Yarmiyāh ne kahā, | |
Jere | UrduGeoR | 45:3 | ki tū kahtā hai, ‘Hāy, mujh par afsos! Rab ne mere dard meṅ izāfā kar diyā hai, ab mujhe ranj-o-alam bhī sahnā paṛtā hai. Maiṅ karāhte karāhte thak gayā hūṅ. Kahīṅ bhī ārām-o-sukūn nahīṅ miltā.’ | |
Jere | UrduGeoR | 45:4 | Ai Bārūk, Rab jawāb meṅ farmātā hai ki jo kuchh maiṅ ne ḳhud tāmīr kiyā use maiṅ girā dūṅgā, jo paudā maiṅ ne ḳhud lagāyā use jaṛ se ukhāṛ dūṅgā. Pūre mulk ke sāth aisā hī sulūk karūṅga. | |