GENESIS
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26
27
28
29
30
31
32
33
34
35
36
37
38
39
40
41
42
43
44
45
46
47
48
49
50
Chapter 36
Gene | UrduGeoR | 36:2 | Esau ne tīn Kanānī auratoṅ se shādī kī: Hittī ādmī Ailon kī beṭī Adā se, Anā kī beṭī Uhlībāmā se jo Hiwwī ādmī Sibaon kī nawāsī thī | |
Gene | UrduGeoR | 36:5 | Uhlībāmā ke tīn beṭe paidā hue, Yaūs, Yālām aur Qorah. Esau ke yih tamām beṭe Mulk-e-Kanān meṅ paidā hue. | |
Gene | UrduGeoR | 36:6 | Bād meṅ Esau dūsre mulk meṅ chalā gayā. Us ne apnī bīwiyoṅ, beṭe-beṭiyoṅ aur ghar ke rahne wāloṅ ko apne tamām maweshiyoṅ aur Mulk-e-Kanān meṅ hāsil kie hue māl samet apne sāth liyā. | |
Gene | UrduGeoR | 36:7 | Wuh is wajah se chalā gayā ki donoṅ bhāiyoṅ ke pās itne rewaṛ the ki charāne kī jagah kam paṛ gaī. | |
Gene | UrduGeoR | 36:10 | Esau kī bīwī Adā kā ek beṭā Ilīfaz thā jabki us kī bīwī Bāsamat kā ek beṭā Raūel thā. | |
Gene | UrduGeoR | 36:12 | aur Amālīq the. Amālīq Ilīfaz kī haram Timnā kā beṭā thā. Yih sab Esau kī bīwī Adā kī aulād meṅ shāmil the. | |
Gene | UrduGeoR | 36:13 | Raūel ke beṭe Nahat, Zārah, Sammā aur Mizzā the. Yih sab Esau kī bīwī Bāsamat kī aulād meṅ shāmil the. | |
Gene | UrduGeoR | 36:14 | Esau kī bīwī Uhlībāmā jo Anā kī beṭī aur Sibaon kī nawāsī thī ke tīn beṭe Yaūs, Yālām aur Qorah the. | |
Gene | UrduGeoR | 36:15 | Esau se muḳhtalif qabīloṅ ke sardār nikle. Us ke pahlauṭhe Ilīfaz se yih qabāylī sardār nikle: Temān, Omar, Safo, Qanaz, | |
Gene | UrduGeoR | 36:17 | Esau ke beṭe Raūel se yih qabāylī sardār nikle: Nahat, Zārah, Sammā aur Mizzā. Yih sab Esau kī bīwī Bāsamat kī aulād the. | |
Gene | UrduGeoR | 36:18 | Esau kī bīwī Uhlībāmā yānī Anā kī beṭī se yih qabāylī sardār nikle: Yaūs, Yālām aur Qorah. | |
Gene | UrduGeoR | 36:20 | Mulk-e-Adom ke kuchh bāshinde Horī ādmī Saīr kī aulād the. Un ke nām Lotān, Sobal, Sibaon, Anā, | |
Gene | UrduGeoR | 36:21 | Dīson, Esar aur Dīsān the. Saīr ke yih beṭe Mulk-e-Adom meṅ Horī qabīloṅ ke sardār the. | |
Gene | UrduGeoR | 36:24 | Sibaon ke beṭe Aiyāh aur Anā the. Isī Anā ko garm chashme mile jab wuh bayābān meṅ apne bāp ke gadhe charā rahā thā. | |
Gene | UrduGeoR | 36:29 | Yihī yānī Lotān, Sobal, Sibaon, Anā, Dīson, Esar aur Dīsān Saīr ke mulk meṅ Horī qabāyl ke sardār the. | |
Gene | UrduGeoR | 36:30 | Yihī yānī Lotān, Sobal, Sibaon, Anā, Dīson, Esar aur Dīsān Saīr ke mulk meṅ Horī qabāyl ke sardār the. | |
Gene | UrduGeoR | 36:31 | Is se pahle ki Isrāīliyoṅ kā koī bādshāh thā zail ke bādshāh yake bād dīgare Mulk-e-Adom meṅ hukūmat karte the: | |
Gene | UrduGeoR | 36:35 | Us kī maut par Hadad bin Bidad jis ne Mulk-e-Moāb meṅ Midiyāniyoṅ ko shikast dī. Wuh Awīt kā thā. | |
Gene | UrduGeoR | 36:39 | Us kī maut par Hadad jo Fāū Shahr kā thā. (Bīwī kā nām Mahetabel bint Matrid bint Mezāhāb thā.) | |
Gene | UrduGeoR | 36:40 | Esau se Adomī qabīloṅ ke yih sardār nikle: Timnā, Alwah, Yatet, Uhlībāmā, Ailā, Fīnon, Qanaz, Temān, Mibsār, Majdiyel aur Irām. Adom ke sardāroṅ kī yih fahrist un kī maurūsī zamīn kī ābādiyoṅ aur qabīloṅ ke mutābiq hī bayān kī gaī hai. Esau un kā bāp hai. | |
Gene | UrduGeoR | 36:41 | Esau se Adomī qabīloṅ ke yih sardār nikle: Timnā, Alwah, Yatet, Uhlībāmā, Ailā, Fīnon, Qanaz, Temān, Mibsār, Majdiyel aur Irām. Adom ke sardāroṅ kī yih fahrist un kī maurūsī zamīn kī ābādiyoṅ aur qabīloṅ ke mutābiq hī bayān kī gaī hai. Esau un kā bāp hai. | |
Gene | UrduGeoR | 36:42 | Esau se Adomī qabīloṅ ke yih sardār nikle: Timnā, Alwah, Yatet, Uhlībāmā, Ailā, Fīnon, Qanaz, Temān, Mibsār, Majdiyel aur Irām. Adom ke sardāroṅ kī yih fahrist un kī maurūsī zamīn kī ābādiyoṅ aur qabīloṅ ke mutābiq hī bayān kī gaī hai. Esau un kā bāp hai. | |