I CHRONICLES
Chapter 1
I Ch | UrduGeoR | 1:9 | Kūsh ke beṭe Sibā, Hawīlā, Sabtā, Rāmā aur Sabtakā the. Rāmā ke beṭe Sabā aur Dadān the. | |
I Ch | UrduGeoR | 1:17 | Sim ke beṭe Ailām, Asūr, Arfaksad, Lūd aur Arām the. Arām ke beṭe Ūz, Hūl, Jatar aur Masak the. | |
I Ch | UrduGeoR | 1:19 | Ibar ke do beṭe paidā hue. Ek kā nām Falaj yānī Taqsīm thā, kyoṅki un aiyām meṅ duniyā taqsīm huī. Falaj ke bhāī kā nām Yuqtān thā. | |
I Ch | UrduGeoR | 1:29 | Un kī darj-e-zail aulād thī: Ismāīl kā pahlauṭhā Nabāyot thā. Us ke bāqī beṭe Qīdār, Adbiyel, Mibsām, | |
I Ch | UrduGeoR | 1:32 | Ibrāhīm kī dāshtā Qatūrā ke beṭe Zimrān, Yuqsān, Midān, Midiyān, Isbāq aur Sūḳh the. Yuqsān ke do beṭe Sabā aur Dadān paidā hue | |
I Ch | UrduGeoR | 1:33 | jabki Midiyān ke beṭe Aifā, Ifar, Hanūk, Abīdā aur Ilda'ā the. Sab Qatūrā kī aulād the. | |
I Ch | UrduGeoR | 1:36 | Ilīfaz ke beṭe Temān, Omar, Safī, Jātām, Qanaz aur Amālīq the. Amālīq kī māṅ Timnā thī. | |
I Ch | UrduGeoR | 1:40 | Sobal ke beṭe Alyān, Mānahat, Aibāl, Safī aur Onām the. Sibaon ke beṭe Aiyāh aur Anā the. | |
I Ch | UrduGeoR | 1:41 | Anā ke ek beṭā Dīson paidā huā. Dīson ke chār beṭe Hamrān, Ishbān, Yitrān aur Kirān the. | |
I Ch | UrduGeoR | 1:43 | Is se pahle ki Isrāīliyoṅ kā koī bādshāh thā zail ke bādshāh yake bād dīgare Mulk-e-Adom meṅ hukūmat karte the: Bālā bin Baor jo Dinhābā Shahr kā thā. | |
I Ch | UrduGeoR | 1:46 | Us kī maut par Hadad bin Bidad jis ne Mulk-e-Moāb meṅ Midiyāniyoṅ ko shikast dī. Wuh Awīt Shahr kā thā. | |
I Ch | UrduGeoR | 1:50 | Us kī maut par Hadad jo Fāū Shahr kā thā. (Bīwī kā nām Mahetabel bint Matrid bint Mezāhāb thā.) | |