PSALMS
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26
27
28
29
30
31
32
33
34
35
36
37
38
39
40
41
42
43
44
45
46
47
48
49
50
51
52
53
54
55
56
57
58
59
60
61
62
63
64
65
66
67
68
69
70
71
72
73
74
75
76
77
78
79
80
81
82
83
84
85
86
87
88
89
90
91
92
93
94
95
96
97
98
99
100
101
102
103
104
105
106
107
108
109
110
111
112
113
114
115
116
117
118
119
120
121
122
123
124
125
126
127
128
129
130
131
132
133
134
135
136
137
138
139
140
141
142
143
144
145
146
147
148
149
150
Chapter 110
Psal | UrduGeoR | 110:1 | Dāūd kā zabūr. Rab ne mere Rab se kahā, “Mere dahne hāth baiṭh, jab tak maiṅ tere dushmanoṅ ko tere pāṅwoṅ kī chaukī na banā dūṅ.” | |
Psal | UrduGeoR | 110:2 | Rab Siyyūn se terī saltanat kī sarhaddeṅ baṛhā kar kahegā, “Ās-pās ke dushmanoṅ par hukūmat kar!” | |
Psal | UrduGeoR | 110:3 | Jis din tū apnī fauj ko khaṛā karegā terī qaum ḳhushī se tere pīchhe ho legī. Tū muqaddas shān-o-shaukat se ārāstā ho kar tulū-e-subah ke bātin se apnī jawānī kī os pāegā. | |
Psal | UrduGeoR | 110:4 | Rab ne qasam khāī hai aur is se pachhtāegā nahīṅ, “Tū abad tak imām hai, aisā imām jaisā Malik-e-sidq thā.” | |
Psal | UrduGeoR | 110:5 | Rab tere dahne hāth par rahegā aur apne ġhazab ke din dīgar bādshāhoṅ ko chūr chūr karegā. | |
Psal | UrduGeoR | 110:6 | Wuh qaumoṅ meṅ adālat karke maidān ko lāshoṅ se bhar degā aur dūr tak saroṅ ko pāsh pāsh karegā. | |