PSALMS
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26
27
28
29
30
31
32
33
34
35
36
37
38
39
40
41
42
43
44
45
46
47
48
49
50
51
52
53
54
55
56
57
58
59
60
61
62
63
64
65
66
67
68
69
70
71
72
73
74
75
76
77
78
79
80
81
82
83
84
85
86
87
88
89
90
91
92
93
94
95
96
97
98
99
100
101
102
103
104
105
106
107
108
109
110
111
112
113
114
115
116
117
118
119
120
121
122
123
124
125
126
127
128
129
130
131
132
133
134
135
136
137
138
139
140
141
142
143
144
145
146
147
148
149
150
Chapter 145
Psal | UrduGeoR | 145:1 | Dāūd kā zabūr. Hamd-o-sanā kā gīt. Ai mere Ḳhudā, maiṅ terī tāzīm karūṅga. Ai Bādshāh, maiṅ hameshā tak tere nām kī satāish karūṅga. | |
Psal | UrduGeoR | 145:4 | Ek pusht aglī pusht ke sāmne wuh kuchh sarāhe jo tū ne kiyā hai, wuh dūsroṅ ko tere zabardast kām sunāeṅ. | |
Psal | UrduGeoR | 145:6 | Log tere haibatnāk kāmoṅ kī qudrat pesh kareṅ, aur maiṅ bhī terī azmat bayān karūṅga. | |
Psal | UrduGeoR | 145:7 | Wuh josh se terī baṛī bhalāī ko sarāheṅ aur ḳhushī se terī rāstī kī madahsarāī kareṅ. | |
Psal | UrduGeoR | 145:12 | tāki ādamzād tere qawī kāmoṅ aur terī bādshāhī kī jalālī shān-o-shaukat se āgāh ho jāeṅ. | |
Psal | UrduGeoR | 145:13 | Terī bādshāhī kī koī intahā nahīṅ, aur terī saltanat pusht-dar-pusht hameshā tak qāym rahegī. | |
Psal | UrduGeoR | 145:14 | Rab tamām girne wāloṅ kā sahārā hai. Jo bhī dab jāe use wuh uṭhā khaṛā kartā hai. | |
Psal | UrduGeoR | 145:15 | Sab kī āṅkheṅ tere intazār meṅ rahtī haiṅ, aur tū har ek ko waqt par us kā khānā muhaiyā kartā hai. | |
Psal | UrduGeoR | 145:18 | Rab un sab ke qarīb hai jo use pukārte haiṅ, jo diyānatdārī se use pukārte haiṅ. | |
Psal | UrduGeoR | 145:19 | Jo us kā ḳhauf māneṅ un kī ārzū wuh pūrī kartā hai. Wuh un kī fariyādeṅ sun kar un kī madad kartā hai. | |
Psal | UrduGeoR | 145:20 | Rab un sab ko mahfūz rakhtā hai jo use pyār karte haiṅ, lekin bedīnoṅ ko wuh halāk kartā hai. | |