PSALMS
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26
27
28
29
30
31
32
33
34
35
36
37
38
39
40
41
42
43
44
45
46
47
48
49
50
51
52
53
54
55
56
57
58
59
60
61
62
63
64
65
66
67
68
69
70
71
72
73
74
75
76
77
78
79
80
81
82
83
84
85
86
87
88
89
90
91
92
93
94
95
96
97
98
99
100
101
102
103
104
105
106
107
108
109
110
111
112
113
114
115
116
117
118
119
120
121
122
123
124
125
126
127
128
129
130
131
132
133
134
135
136
137
138
139
140
141
142
143
144
145
146
147
148
149
150
Chapter 75
Psal | UrduGeoR | 75:1 | Āsaf kā zabūr. Mausīqī ke rāhnumā ke lie. Tarz: Tabāh na Kar. Ai Allāh, terā shukr ho, terā shukr! Terā nām un ke qarīb hai jo tere mojize bayān karte haiṅ. | |
Psal | UrduGeoR | 75:3 | Go zamīn apne bāshindoṅ samet ḍagmagāne lage, lekin maiṅ hī ne us ke satūnoṅ ko mazbūt kar diyā hai. (Silāh) | |
Psal | UrduGeoR | 75:4 | Sheḳhībāzoṅ se maiṅ ne kahā, ‘Ḍīṅgeṅ mat māro,’ aur bedīnoṅ se, ‘Apne āp par faḳhr mat karo. | |
Psal | UrduGeoR | 75:7 | balki Allāh se jo munsif hai. Wuhī ek ko past kar detā hai aur dūsre ko sarfarāz. | |
Psal | UrduGeoR | 75:8 | Kyoṅki Rab ke hāth meṅ jhāgdār aur masāledār mai kā pyālā hai jise wuh logoṅ ko pilā detā hai. Yaqīnan duniyā ke tamām bedīnoṅ ko ise āḳhirī qatre tak pīnā hai. | |
Psal | UrduGeoR | 75:9 | Lekin maiṅ hameshā Allāh ke azīm kām sunāūṅgā, hameshā Yāqūb ke Ḳhudā kī madahsarāī karūṅga. | |